Pakistani soobah KPK k zillah Tanic me Kabaddi match k doran blast hua hai.
Pakistani media reports k mutabiq blast Tanic k gaon Abakhel mein hua jab maqami satah par kabaddi match dekhne walon ki aik bari tadaad jamah thi.
Reports mein btaya gya hai k dhamake k fori bad security forces or rescue teams waqooha ki janib rawana ho gai hen,abi tak mosoola ittelahat mein yeh nhin btaya gaya k dhamake ki nohayyat kia thi na he ye maloom ho ska hai k dhamake mein jani nuqsan hua ya nhin.

Post a Comment